jab
taalak tu hai
khwabon
main khaylon main
terei
yadoon se kinara kahan hoga
jab
talak dhadkan hai
saans
hai jehan main
tere
pyaar se kinara kaha hoga
jab
talak maquann na mile
rah-e-gujhar
main
jinda
rehney ka sahara kahan hoga
jab
miltey hain do dil
hoti
hai kahi judai
ab
to bata de milan
hamara
tumhara kahan hoga
jab
talak intezaar hai
in
ratjagi aankhon main
bewafai
ka teri hisaab kahan hoga
doob
raha hai koi
tere
eaitbaar ke saharey main
saja
lena rang-e-hina kisi aur ke naamki
warna
mere pyaar ka
rangeen
nazara kahan hoga